Best Exercise App 2026 - Ghar Baithe Fitness Ke Liye Top 7 Apps

namaste Mere pehlwanon kaise hain aap log agar aap log bhi pareshan hai bhai ki aapko body banana hai ya FIR aapko health aapko important Rakhna hai to aapko yah post Jarur padhna chahie.

Kyunki is poster mein aapko bataunga Kaise aap exercise kar sakte hain Ek exercise karne wala best application ke bare mein aapko batane wala hun. isliye aapko Jim jaane ki koi bhi jarurat Nahin Hai.

Aur jinko Bhi bhai Jim jaane ke liye time bilkul Bhi Nahin Milta Koi job karte hain ya FIR Koi business karte hain aur time bilkul kam hota hai to unke liye yah application ramban kam a sakti hai Kyunki Ham Ghar per hi exercise kar sakte hain.

 

Best Exercise App 2026 - Ghar Baithe Fitness Ke Liye Top 7 Apps

To Agar aapko best Android application ke bare mein baat karna hai to aaiae main aapko batata hun best Android app ke bare mein jo bhi application aapko download karna ho aap download kar sakte hai.

 

1. Strava App

 Jinko bhi running karna padta hai. Unke liye yah application Kafi best application Mana Ja sakta hai. Kyunki Jo bhai bhi running ke liye apni mehnat karne ke liye karte hai.

yah application Jo log bhi running karte hain unko Kafi Jyada features Deta Hai Jiski sahayata se aap aasani se running ko Jari kar sakte hai.

2. Fittr App

 Aap Jante Hain Ki India mein vate loss ka problem Kitna Jyada badh chuka hai sab log fast food Ke Chalte Apna body ka vajan Badha chuke hai.

 Lekin aap Chahte Hain Ki aapka body ka vajan kam se kam ho to aapke liye yah application Kafi Achcha hai aur is application ko aap log use Karke Apna  Weight loss kar sakte hai.

 

3. MyfitnessPal

Aaj ke time mein aap Jante Hain Ki diet sabse jaruri hai. Lekin India mein log diet ko acchi se nahin kha paate Hain Jo Marji vah banaa Dete Hain Jo Marji Ho khate Hain Koi rokane thokne wala Nahin Hota Hai.

Hi Sabhi chijen Dekhte Hue agar aap Chahte Hain Ki aapka diet Achcha ho aur aap tight ko acche se karna chahte hain to yah aapko Jarur use karna chahie application Jaise aap apna diet ko track kar sakte hai.

4. Home workout

 Jo bhi log Apna six pack banana Chahte Hain Bina Jim Jaaye Ghar per mehnat karna chahte hain unke liye application Kafi best hai.

 Is application mein aapko 30 Dinon ke liye challenge Milta hai agar aap 30 Dinon Mein challenge ko accept karte hain to aapko Kafi Jyada benefit Yahan per dekhne ke liye Milta Hai.

 

5. Healthifyme App

 Jaisa ki maine aapko bataya ki aapko apna body banana hai to sabse jaruri hai ki aapka health Kyunki Jab aapka healthy Sahi Nahin Rahega to Fir aapka body Kaise Banega.

 Is applications main aapko Yahi features Milte Hain Jaise aap Kisi bhi khane ki photo lete hain vah turant Bata deta hai ki bhai ismein aapko Kitni calleries milane Wali Hai Aur sabse acchi baat ki yah aapko Indian food ko support karta hai Jise Roti daal Kuchh Bhi aap photo khinch kar daloge aapko yah Bata Dega kitna milega.

 

6. Cult. Fit App

 Jinko bhi meditation karna hai meditation karne ke liye yah application Kafi Achcha hai Kyunki ismein aapko Aise bahut sari facility Mil Jata Hai jisse Aap Mein station Easy kar sakte hai.

 Aapane Dekha Hoga Ki Jo Bhi log meditation karte hain vah yoga Bhi Karte Hain To aapke liye bahut hi Achcha option hai ki ismein aapko yoga ka bhi features milane wala hai.

 

7. Nike Training Club App

 Agar aap ek student hai aur aapko free mein koi aisa application chahie Jis per aap log sach mein koi Achcha Khasa training kar Sako To aap Logon ke liye Kafi Achcha application hai.

 Kyunki Student ke liye bilkul free mein Mana jata hai aur ismein aap kaise Features mil Jaenge Jo aapke paise ko bachayenge to Bhai Paisa Bachana Hai To Main To Yahi kahunga ki aap is application Ko download kar lo aur use karo.

Published on: 10/12/26, 11:06 AM